Maa ki godh,
Papa ke kaandhe,
Aaj yaad aate hain Bachpan ke woh lamhe,
.
.
Rote hue soo jana ,
Khud se baat karte hue Kho
jaana , Wo Maa ka aaawaz lagana , Aur khana apne haathon se
khilana,
.
.
Wo PAPA ka daant lagana ,
Apni zid puri karwane ke liye nakhre dikhana , Kya wo din
the bachpan ke suhaane ,
.
.
Kyun lagte hain sab aaj sab
begane... Ab zid bhi apni...
Sapne bhi apne... Kis se kahein kya
chahiye......??
Manzilon ko dhoondte hue
kahan kho gaye..??
.
.
.
.
KYU HUM ITNE BADE HO
GAYE...??
No comments:
Post a Comment